Vivo मोबाइल फ़ोन में Software कैसे डाले हिन्दी में - SoftwareDale
Hello, namaskar dosto aap sabhi ka bahut-bahut welcome hai and Aaj ki video me "Vivo Mobile Phone me Software Kaise Dale" ke bare me batane wale hai. Vaise to aapko internet par android phone flash karne ke bahut article and video available hai but me aapko only Vivo device me software dalne ki information dene wala hu.
Vivo Phone me software kaise dale |
Agar aapke paas Vivo ka android phone hai and usme mobile phone hang, invalid IMEI, Vivo phone dead or break, Network problem and frp remove Jaise problem face karne ko mil rahe hai to aap hamare bataye Gaye method ka use karke apne android phone me software Dalke flash kar sakte hai. Android phone me software dalne ke baad aapka phone fast and sabhi Vivo phone feature bahut acche se work karenge.
style="display:block; text-align:center;"
data-ad-layout="in-article"
data-ad-format="fluid"
data-ad-client="ca-pub-5449610537087367"
data-ad-slot="4388973787">
Vivo mobile phone ya kisi bhi android phone me software dalne ke liye aapke paas kuch hardware and software ki needs hogi. Sabse pahle apne android phone me software dalne ke liye aapke paas computer and iske baad 2nd USB Data cable hona chaiye jo ki hardware hai.
Iske baad software ya file me aapke paas Vivo ka jo bhi model hai uska firmware/stock rom/flash file hona chaiye. Apne Vivo phone ka stock rom download karne ke liye internet par search kare and agar aapko file nahi mil paati hai to aap hame comment kare. Hum jab bhi aapka comment receives hoga and then hum uksa post upload kar denge.
Iske baad apne Vivo phone ko pc se software mode me connect karne ke liye USB driver ka hona important hai. Sabse pahle apne Vivo device ke stock rom ko download karke extract kare kyoki aapko Jaha tak possible hai usi me USB driver mil jata hai. Agar aapko USB driver nahi mil pata hai to aap internet par google open kre and apne Vivo device ka naam Vivo v5 USB driver download Jaise likh kar search kare to aapko apna phone ka USB driver mil jayega.
1. First of all apne Vivo mobile phone driver ko apne pc ya laptop me install kar Lena hai because iske baad hi aapka mobile phone pc se connect ho payega.
2. Sabse pahle apne pc ya laptop me SP Flash Tool install kare. After then tool Open kare. Ab isme second file folder scatter-loading par click kare and auto file manager open hoga to aapne jis folder me apne phone ka extract flash file Rakha hai usme firmware par click kare and then .txt file ko select kare.
3. Above all step follow karne ke baad SP flash tool me auto processing hogi and then aapka flash file ke resource phone me flash hone ke liye processing hone lagega. Dhyan de ki Abhi apna android mobile phone computer se connect nahi karna hai.
4. Apne Pc or Laptop me firmware puri Tarah flashing ho jane ke baad step follow kare.
Sabse pahle apne mobile phone ko switch off kare.
Ab mobile phone ke Volume Up+Volume Down dono(both) button ko press kare and apne pc data cable se connect kare.
Iske baad apne SP tool me download ka option par click kare, aapka mobile phone flash hona start ho jayega.