Vivo मोबाइल फ़ोन में Software कैसे डाले हिन्दी में – SoftwareDale
Hello, namaskar dosto aap sabhi ka bahut-bahut welcome hai and Aaj ki video me “Vivo Mobile Phone me Software Kaise Dale” ke bare me batane wale hai. Vaise to aapko internet par android phone flash karne ke bahut article and video available hai but me aapko only Vivo device me software dalne ki information dene wala hu.
![]() |
Vivo Phone me software kaise dale |
1. First of all apne Vivo mobile phone driver ko apne pc ya laptop me install kar Lena hai because iske baad hi aapka mobile phone pc se connect ho payega.
2. Sabse pahle apne pc ya laptop me SP Flash Tool install kare. After then tool Open kare. Ab isme second file folder scatter-loading par click kare and auto file manager open hoga to aapne jis folder me apne phone ka extract flash file Rakha hai usme firmware par click kare and then .txt file ko select kare.
3. Above all step follow karne ke baad SP flash tool me auto processing hogi and then aapka flash file ke resource phone me flash hone ke liye processing hone lagega. Dhyan de ki Abhi apna android mobile phone computer se connect nahi karna hai.
4. Apne Pc or Laptop me firmware puri Tarah flashing ho jane ke baad step follow kare.
Sabse pahle apne mobile phone ko switch off kare.
Ab mobile phone ke Volume Up+Volume Down dono(both) button ko press kare and apne pc data cable se connect kare.
Iske baad apne SP tool me download ka option par click kare, aapka mobile phone flash hona start ho jayega.